Andekhi galiyon se der k,
Faasle badhaye aapne,
Yaad aata hai wo lamha,
Housale the badhaye aapane,
Hum khade the samne,
karwat badal di aapne,
Kya shikasti pa gaye,
Jab haar k na ji uthey ?
Chilman se nikal k chal diye,
Fir aap jahaan se dur tak
Najaron k chun k shamiyane,
Kismat ne halke,
Thakthaya der hawa sa poochker,
Hum ne ye bhi samjha nahi,
....N B
Faasle badhaye aapne,
Yaad aata hai wo lamha,
Housale the badhaye aapane,
Hum khade the samne,
karwat badal di aapne,
Kya shikasti pa gaye,
Jab haar k na ji uthey ?
Chilman se nikal k chal diye,
Fir aap jahaan se dur tak
Najaron k chun k shamiyane,
Hum ne wahan banawa diye,
Kismat ne halke,
Thakthaya der hawa sa poochker,
Kyun hai dilasa rukh kisika
Hum ne ye bhi samjha nahi,
....N B
No comments:
Post a Comment